Aisa pehli baar huwa hai Satrah uthrah saloon mein Undekha unjaana koi aanay laga khayalooN mein AankhooN ki khirki par ek saaya sa lehrata hai Dil kay darwaze par koi dastak day kar jata hai Gehri gehri kali aankhaiN mujko mujhse puchti hai Hatoon ki in rekhaao main ek cehra sa baan jata hai Uski sasain resham jaisi galoon ko chu jati hai Uski hatoon kee khushboo hai abb tak mere baloon mein Haan! aisa pehli baar huwa hai Satrah Uthrah saloon mein Undekha unjaana koi anee laga khayaloon mein